Jaldi Pasand Ki Shadi Ke Liye Wazifa

4.8
(89)

Kisi ko pasand karna aur unse shadi karne ki khwahish rakhna bilkul galat nahi hai. Islam aapko poori choot deta hai ki aap jisko pasand kare, usse hi nikah kare. Lekin aapko aisa karne ki ab koi zaroorat nahi hai. Agar aap kisi ko pasand karte hai aur unse nikah karna chahte hai toh aap Shadi Ke Liye Wazifa padhe. Aur Insha Allah bahot jald aapka nikah unke sath ho jayega.

Wazifa Ke Liye 3 Jaruri Batein

  1. Niyat Aur Yaqeen: Wazifa karte waqt aapki niyat saaf honi chahiye aur aapko Allah par poora yaqeen hona chahiye.
  2. Sabar Aur Shukr: Allah ke faisle ka intizar karein aur uske har faisle par shukr guzar rahein.
  3. Charity (Sadaqah): Apni istataat ke mutabiq sadaqah aur zakat dete rahen, kyunki ye aapki duaon ko qabool hone mein madadgar ho sakti hain.

Pasand Ki Shadi Ke Liye Wazifa

Agar aap apne mehboob ke ilawa kisi aur se nikah karne ka khayal bhi apne mann mein nahi la sakte. Aur aap kuch bhi kar ke unke sath hi apni zindagi guzarna chahte hai toh aap pasand ki shadi ka wazifa ka sahara le.

Agar aap apni pasand ki shadi ke liye wazifa karna chahte hain, to ye tarteeb follow karein:

  1. Isha Ki Namaz: Isha ki namaz ke baad, niche di gayi dua ko 313 martaba poore 21 dino tak bila nagah padhein.
  2. Durood Shareef: Dua padhne se pehle aur baad mein 11 martaba Durood Shareef bhi padhein.
  3. Namazon Ki Pabandi: Koshish karein ki aap har din ki namaz pabandi se parhein.
  4. Dua: Ye hai wo khaas dua jo aapko padhni hai: “Subhanal Ladhee Khalaqal Azwaja Kullaha Mimma Tumbitul Ardho Wa Min Anfusihim Wa Mimma La Ya Lamoon”

Insha Allah, agar aap ye routine poori imandari aur yaqeen ke saath follow karte hain, to Allah Ta’ala ki rehmat aap par hogi aur aapki shadi jald se jald tay ho jayegi.

Agar aapki shadi 21 din mein tay na ho paaye, to aap hamare Molvi Sahab se turant rabta karein aur apne liye doosra hal jaaniye.

Ye aapke nikah mein arahi sari rukawato aur pareshaniyo ko door karega. Aur jald se jald aapki shadi aapki pasand se ho jayegi. Aap pareshan na ho, aur niche di gayi dua ko parhe aur Allah Talah sare halaat apne aap hi durust kar dega.

Pasand Ki Shadi Ke Liye Wazifa

Jaldi Shadi Ke Liye Wazifa

Aap Surah Al-Imran ki pehli teen ayat rozana bila nagah 319 martaba parhe. Awwal aur akhir mein ek- ek baar Durood Shareef zaroor parhe. Is wazifa ko aap 21 dino tak lagatar parhe.

Isko parhne ke liye koi ek waqt makhsoos karle aur phir rozana usi waqt parhe. Insha Allah, is wazifa ki barkat se aapki pasand se aapki shadi jald se jald ho jayegi. Aur Insha Allah, koi bhi rukawat nahi ayegi.

  1. Shuru karein dua ke saath – Har kaam ki shuruat dua se karein taaki Allah ki rehmat aur madad haasil ho.
  2. Allah se guidance maangein – Allah se hamesha dua karein ke woh aapko sahi raasta dikhaye aur behtareen faisla karne mein madad kare.
  3. Qur’an ki tilawat karein – Rozana Qur’an ki tilawat karein taaki aapka dil aur rooh saaf rahe aur barakat ho.
  4. Apni zimmedariyon ko samjhein – Shadi ki zimmedariyon ko samajhna aur nibhana zaroori hai taaki aapka rishte mazboot rahe.
  5. Rizq ki talaash karein – Apne liye halal rizq kamaane ki koshish karein taaki aap apne ghar ko achhe se chala saken.
  6. Gharwalon se baat karein – Apne gharwalon se mashwara karein aur unki rai ko ahmiyat dein.
  7. Nikah ki rasoom jaaniye – Nikah ki rasoomat aur uske ahkam ko achhi tarah se samajh lein.
  8. Ikhtiyaar aur razamandi – Shadi ke faisle mein apni aur doosre ki ikhtiyaar aur razamandi ka khayal rakhein.

Ye ek nihayat azmooda wazifa hai, ladkiyan isko ayyam ke waqt na kare. Aur paak hone ke baad ginti poori kare.

Is wazifa ko hasil karne ke liye aap humare molvi sahab se rabta kare. Aap unko apni pareshani bataye aur wo apko iska sabse behtreen aur mukammal hal denge.

Shadi ke liye wazifa Humare molvi sahib ne pehle bhi bahot sare ladke ladkiyon ki is silsile mein madad ki hai. Aur aaj wo kamyab zindagi jee rahe hai. isliye aap bina waqt zaya kiye aaj hi unse baat kare aur jald se jald apne liye behtar Islamic nuskha jaane. Insha Allah, bahot jald aapko iska asar dikhega aur cheezein aapke liye asan ho jayengi.

Related Post: Acha Rishta Aane Ki Dua

How useful was this post?

Click on a star to rate it!

Average rating 4.8 / 5. Vote count: 89

No votes so far! Be the first to rate this post.

Leave a Comment